
Gwalior Ke Gaurav Me Ek Aur Abhivridhi Hetu Aapka Sahyog Aavashyak Hai
Sanrakshak Va Sahyogi Sadhak Banane Hetu |
|
5 Lakh Rupaye Ka Sahyog Karne Par |
Vishishta Sanrakshak |
3 Lakh Rupaye Ka Sahyog Karne Par |
Param Sanrakshak |
1 Lakh Rupaye Ka Sahyog Karne Par |
Sanrakshak |
51 Hajar Rupaye Ka Sahyog Karne Par |
Vishishta Sahyogi Sadhak |
21 Hajar Rupaye Ka Sahyog Karne Par |
Param Sahyogi Sadhak |
11 Hajar Rupaye Ka Sahyog Karne Par |
Sahyogi Sadhak |
- Aap Nirman Samagri, Nagad, Cheque, Draft Dvara Bhi Sahayog Kar Sakte Hai.
- Aap Ek Se Adhik Bhago Me Bhi Sahyog Kar Sakte Hai.
- Kisi Bhi Prakar Ka Sahayog Keval Shri Mahalaxmi Mandir Ke
Karyalay Par Tatha Trustygano Ko Deeya Gaya Sahyog Hi Manya
Hoga. Anya Kisi Ko Bhi Sahayog Lene Ke Liye Adhikrit Nahi Kiya
Gaya Hai.
- 21 Sao Rupaye Va Adhik Ka Sahayog Karne Par Pran Pratishtha
Karyakram Me Yajman Ke Roop Me Sammilit Honge.
- Sabhi Sahyogdatao Ke Nam Sahyogdata Patal Par Tatha Benro Par
Likhe Javege, Evam Web Saite Par Diya Javega.
- Aap Chahe To Uddeshyo Ki Poorti Hetu Masik Sahyog Bhi Kar Sakte Hai.
- Aap Sahyog Rashi Seedhe Bank Me Bhi Jama Kara Sakte Hai.
- Sabhi Sahyog Data Hone Vale Karyakramo Me Sadev Aamantrit Rahege.
-& Trust Ka Pan No. AAITS9460N
Bank Details
Account Name :- Shri MahaLaxmi Shakti Peth
Account Number :- 2031198513
Bank Name :- Central Bank Of India
Branch Address :- Purani Chhawani
IFSC code:- CBIN0282262